kabhi mein mitaya bhi jaunga...
kabhi likha gaya me..ro mitaya bhi jaaunga..kabhi gairo ke bazaar me..lootaya bhi jaaunga..koi rond de bhalle hi tere pyar ke badle muje..pyar kiya agar kabhi to..sataya bhi jaaunga..koi rokta hai muje tujh tak pahuchne se..pahuch bhi gaya to..hataya bhi jaunga..kisi ko lagta hu me sirf aashique jaisa..aashique hu to sanam..lootaya bhi jaunga..