my remambarance of her..

"wo samay apna tha..jab goad
me sir
saasein leta tha..uski dhadkan sunkar, aahe leta tha..na hai ab wo
goad par..wo
samay apna tha..jo uski hasi ke liye jeeta tha..saath rehkar jo
dil hasta
tha..na hasega ab wo dil phir kabhi par..wo samay apna tha..aankho
mein uski
aaina banta tha..dekhkar aaine me khud ko,acha dikhta tha..ab wo
aaina bhi mayus
hai par..bas wo samay apna tha..haskar mujhe koi milta
tha..mere dard apne karta
tha..wo hasi,wo dard,sab khamosh hai par..wo samay
apna tha.."pata bhi na challa
ki mein kab mar gaya tha..dhadkan ko rok har
koi jag gaya tha..wo roshni dikhi
aur challi gyi par..wo samay apna
tha....."



































No comments:
Post a Comment