a poem by miss SHARVI

"shahar hai ye insaano ka nahin lagta,
na jaane kya baat hai koi yahan apna nahin lagta,
ek-dusre se ajnabi hai yahan sab,
koi kisi se yahan matlab nahin rakhta,
chirag yahan mohabbaton ke bhuj gaye hai,
lagta hai ab yahan suraj nahin ugta,
ek-duje ke khoon ke pyaase hai sab yahan,
ab friend kahin aur chal,yahan ab dil nahin lagta.."



































No comments:
Post a Comment