a poem by soniya...in urdu

"baysabab na phir karo,koi shaam ghar bhi raha karo
wo ghazal ki sachi kitab hay
 isy chupky chupky parha karo
koi hath bhi na milayga
 jo galy milogay tapak
 sayyeh na'y mizaj ka shehr hay
,zara fasly say mila karoabhi raah main kai mod hain,
koi ayga koi jaygatumhain jis dil nay bhula diya,
ussy bhoolny ki dua karomujhy istehar si lagti hain
 yeh muhabaton ki kahaniyan
jo kaha nahi wo suna karoo jo suna nahi wo kaha karo
kabhi husan pardah nasheen bhi ho zara ashiqa
na libas mainjo main ban sanwar kar kahi chalon
 mairy sath tum bhi chala karo
nahi bayhijab wo chand sa k nazar ka koi asar na hoesy itni garmi-e-shoq say bari dair tak na taka karo" 


 
 





































No comments:
Post a Comment