a poem by true friend
kya mila kisi ki yaad ko dil main basa kar
hmne to tamasha dekha hai khud ka hi ghar jala kar
ek khusi paane ki khatir sari khusiyan cheen dali
ek yaar banane ki khatir sari duniya chaan dali
kya mila kisi k pyar ko dil main basa kar
kya mila kisi ki yaad ko dil main basa kar
jaane kya riswat di thi unhone khuda ko
jo unhe pyar mila,hmne to kuch diya hi na tha jo khali deeya mila
kya mila kisi dokhe baaj se najre mila kar
kya mila kisi ki yaad ko dil main basa kar
hmne to basa hi liya tha unki chahat ko dil main taswir banakar
par ab to wo chale gaye hain us taswir k tukde kar kar
kya mila aisi chahat ko seene se lagakar
kya mila kisi ki yaad ko dil main basakar
wo aaye to the hmari zindagi main meethe sapno ki tarah
ab to wo chale gaye hain hmari zindagi ko toofano main badalkar
kya mila kisi ki yaad ko dil main basakar
hmne to tamasha dekha hai khud ka hi ghar jala kar



































No comments:
Post a Comment