a poem by varun

main saath hoon tere har pal jaise baadal hawaa ka saathi haijo hawaa hai tu, ek ehsaas hai tu, tera jhalak dikhaana baaki haimain baadal hoon, tu boond nahi, mujhe sazaa mein mili kyon faansi haimain nahi jaata maykhaano mein ki ab saath mein rota saaqi haitujhse naamumkin hai nazar milaana, bas aakhiri tamannaa baaki haiban jaaye ek taara tu, tera palak jhapakna kaafi haimain saath hoon tere har pal jaise baadal hawaa ka saathi haijo hawaa hai tu, ek ehsaas hai tu, tera jhalak dikhaana baaki hai…



































No comments:
Post a Comment