kyu ek din...
ye khuda mjhe aane wale har lamhe main bas gam hi gam de deabhi tak khamosh tha ab rone ka maksad de deduniya main aaya to apno se door kar diyabas do pal main hi zindagi ko tabah kar diyaagar duniya ka koi gam baki hai to wo b de deabhi tak khamosh tha ab rone ka maksad de deakele hi duniya ka safar tay krne chal padapar wahan b logon ne majak bankar darad de diyaab to aansu hi nae aate ,jhe mee aansun hi de deabhi tak khamosh tha ab mjhe rone ka maksad de depta nhi kyn ek din kisi se mohabbat kar baithawo to chala gya apni duniya basane main zindagi bhar ka gam le baithajakham to bht lage hain mjhe ab namak hi laga deabhi tak khamosh tha ab mjhe rone ka maksad de defir ek ajnabi hmara gam door krne aayasach pucho to muskra kar hme khun k aansu rulane aayabht sahan kar liya jamane k julmon ko ab to akela rhne doabhi tak khamosh tha ab mjherone ka maksad de defir ek din raham aaya khuda ko to do fariston ko bhej diyakuch hi dino main dosti ka rista dekar jeena sikha diyaagar isme b tera koi raj chupa hai to wo b bata deabhi tak khamosh tha ab mjhe rone ka maksad de defir ek sapna haqiqat bankar samne aayasada tanhaeon main rhne wale ko janat ko dikhayakhin uske bin jee na sakun isse acha hai ki abhi door kar deabhi tak khamosh tha ab mjhe rone ka maksad de dena jaane kyn ek ka saath dene k liye ek ko dokha dena padakisi ko kuch samjhane k liye khud ko badnam krna padaagar kisi ko badlana gunah hai to saja dedeabhi tak khamosh tha ab mjhe rone ka maksad de defir ek anjana rote hue hmarae pass aayahme us par apne se b jyadatarash aayabanaun koi rista usse phle door jaane ka rasta bata deabhi tak khamosh tha ab mjhe rone ka maksad de deab jab main biti zindagi ko bhulakar jeena chahta hntop har din koi n koi apna dukh dard mjhe de jaata haiye b koi jeena hai isse acha hai mjhe maut de deabhi tak khamosh tha ab mjhe rone ka maksadde de


































No comments:
Post a Comment